Ek hunar hai jo kar gaya hoon main Sabke dil se utar gaya hoon main Kya bataun ki marr nahi paata, Jeete-jee jab se marr gaya hoon main Jaun Elia Shayari
एक हुनर हैं जो कर गया हुँ मैं सबके दिल से उतर गया हुँ मैं क्या बताऊँ की मर नहीं पाता, जीते जी जब से मर गया हुँ मैं। Jaun Elia Shayari
Apna khaaka lagta hoon, Ek tamaasha lagta hoon Ab main koi shakhs nahin, Uska saaya lagta hoon Jaun Elia Shayari
Yun jo takta hai aasmaan ko tu, Koi rehta hai aasmaan mein kya Yeh mujhe chain kyun nahin padta, Ek hi shakhs tha jahaan mein kya Jaun Elia Shayari
यूँ जो ताकता है आसमान को तू, कोई रहता है आसमान में क्या ? यह मुझे चैन क्यों नहीं पड़ता, एक ही शख्स था जहां में क्या? Jaun Elia Shayari
Yaadon ka hisaab rakh raha hoon, Seene mein azaab rakh raha hoon Tum kuch kahe jao, kya kahun main Bas dil mein jawaab rakh raha hoon Jaun Elia Shayari
यादों का हिसाब रख रहा हूँ सीने में अज़ाब रख रहा हूँ तुम कुछ कहे जाओ, क्या कहूं मैं बस दिल में जवाब रख रहा हूँ Jaun Elia Shayari
Kaise kahein ki us ko bhi ham se hai koi waasta Us ne to ham se aaj tak koi gila hi nahin kiya Jaun Elia Shayari
Saare rishte tabaah kar aaya, Dil-e-barbaad apne ghar aaya Main raha umra bhar juda khud se, Yaad main khudko umra bhar aaya. Jaun Elia Shayari
सारे रिश्ते तबाह कर आया, दिल-ए-बर्बाद अपने घर आया मैं रहा उम्र भर जुड़ा खुद से, याद मैं खुद को उम्र भर आया। Jaun Elia Shayari