Dekha Hai Meri Najron Ne Ek Rang Chhalkte Paimaane Ka, Yun Khulti Hai Aankh Kisi Ki Jaise Khule Dar Maikhane Ka. Aankhein Shayari in Hindi
Teri Aankho Ke Jadoo Se Tu Khud Nahi Hai Waqif, Yeh Use Bhi Jeena Sikha Deti Hain Jise Marne Ka Shauk Ho. Aankhein Shayari in Hindi
Koi Aag Jaise Kohre Mein Dabi-Dabi Si Chamke, Teri Jhilmilati Aankhon Mein Ajeeb Sa Shama Hai. Aankhein Shayari in Hindi
Main KhudGaraz Hoon Itna Ke Bas Yahi Chaahun, Rahein Hamesha Meri Muntazir Teri Aankhein. Aankhein Shayari in Hindi
Sirf Aankhon Ko Dekh Ke, Kar Li Unse Mohabbat, Chhod Diya Apne Muqaddar Ko Uske Naqaab Ke Peechhe. Aankhein Shayari in Hindi
Kya Kashish Thi Uss Ki Aankho Mein Mat Poochho, Mujhse Mera Dil Larh Pada Mujhe Yehi Chahiye. Aankhein Shayari in Hindi
Jeena Muhal Kar Rakha Hai Meri Inn Aankho Ne, Khuli Ho To Talaash Teri Band Ho To Khwab Tere. Aankhein Shayari in Hindi
Aapne Najar Se Najar Jab Mila Di, Humari Zindgi Jhum Kar Muskura Di, Jubaan Se Toh Hum Kuchh Bhi Na Kah Sake, Par Aankhon Ne Dil Ki Kahani Suna Di. Aankhein Shayari in Hindi
Hum Bhatkte Rahe The Anjaan Raahon Mein, Raat Din Kaat Rahe The Yun Hi Bas Aahon Mein, Ab Tamanna Huyi Hai Phir Se Jeene Ki Humein, Kuchh Baat Toh Hai Sanam Teri Inn Nigahon Mein. Aankhein Shayari in Hindi
Nasheeli Aankho Se Wo Jab Hamen Dekhte Hain, Hum Ghabra Ke Aankhe Jhuka Lete Hain, Kaun Milaaye Un Aankhon Se Aankhen, Suna Hai Wo Aankhon Se Apna Bana Lete Hai. Aankhein Shayari in Hindi
Ye Kaynat Surahi Thi, Jaam Ankhein Thi, Muwasalat Ka Pehla Nizam Ankhein Thi. Aankhein Shayari in Hindi
Muskura Ke Dekha Toh Kaleje Mein Chubh Gayi, Khanjar Se Bhi Tej Lagti Hain Aankhein Janaab Ki. Aankhein Shayari in Hindi
Dekho Na Aankhein Bhar Ke Kisi Ki Taraf Kabhi, Tumko Khabar Nahi Jo Tumhari Najar Mein Hai. Aankhein Shayari in Hindi
Koyi Deewana Daurh Ke Lipat Na Jaye Kahin, Aankho Mein Aankhein Daal Kar Dekha Na Kijiye. Aankhein Shayari in Hindi